Showing posts with label Ankhe. Show all posts
Showing posts with label Ankhe. Show all posts

Meri Zindgi

Apni to Zindgi ki ajeeb kahani hai,
Jis cheez ko chaha vo hi begani hai,
Haste hai to sirf duniya ko hasaane k liye,
Varna in aankho me bas pani hee pani hai.....!!

Tere Har Gunah Ki Maafi Hai.....

Tere Har Gunah Ki Maafi Hai,
Tu Jo Roye To Bahut Na Insaafi Hai,
Teri Ankho Me Na Aaye Kabi Ansu,
Kyuki Rone Ke Liye To Hamaari Ankhe Hee Kafi hai...

Dedicated to My Love